Bharat Chauhan — Ghar

Текст песни с аккордами

    	    	Вступление

[Intro]
Am      C        F      C
Am      C        F      C

[Verse]
Am         C
Kabhi mere ghar ki dehleez pe
F       C
jo tum kadam rakhogi
   Am           C
to seelan lagi kachchi deewaron pe
F               C
khudko dekh ke chaukna nahi
F               C
haan...........chaukna nahi

[Chorus]
F        Em
Tumhaare jaane ke baad
F               C
koi inhe rangne aaya nahi
F        Em
Tumhaare jaane ke baad
F               C
koi inhe rangne aaya nahi

[Verse]
Am         C
kone mein toota sa fooldan
F               C
bistar pe bikhri kitaabein
Am             C
chaadar ki woh teekhi si silwatein
F                  C
yaadoon ki chubhti daraarein
F               C
socha tha koi sawaar dega
F               C
gham mein mujhe bahaar dega

[Chorus]
F        Em
Tumhaare jaane ke baad
F                       C
koi bhi dastak yahaan hui he nahi
F        Em
Tumhaare jaane ke baad
F                       C
koi bhi dastak yahaan hui he nahi

[Bridge]
F        C
suna hai woh........
F               C
gaalon pe bhawar liye
F        C
chalti hai nanage paao
F               C
aankhon mein sehar liye
F                       C
sooraj bhujhe toh yahan bhi aana
F                       C
faasalon mein tum kho na jaana

[Chorus]
F        Em
kabhi toh bhoole se tum
F               C
mere iss ghar ko mehkana
F        Em
kabhi toh bhoole se tum
F               C
mere iss ghar ko mehkana

[Outro]
Am      C        F      C
Am      C        F      C		
    

Видео клип

Основные табулатуры аккордов, бой

Аккорды
TopAkkord.ru