Текст песни с аккордами
Вступление [Intro] F Gm Eb Zindagi ka safar, hai yeh kaisa safar - Eb F Bb F Koi samjha nahi; koi jaana nahi. [Chorus] F Gm Eb Zindagi ka safar, hai yeh kaisa safar - Eb F Bb F Koi samjha nahi; koi jaana nahi. Dm F Dm Gm Hai yeh kaisi dagar? Chaltein hain sab magar. Eb F Bb F Koi samjha nahi; koi jaana nahi. [Verse 1] F F C F Zindagi ko bohut pyaar humne diyaa. F Gm Bb F Maut se bhi mohabbat nibhaaenge hum. F F C F Rote-rote zamaane mein aaye magar. F Gm Bb F Hanste-hanste zamaane se jaaenge hum. F Gm Eb Jaaenge par kidhar, hai kisey yeh khabar? Eb F Bb F Koi samjha nahi; koi jaana nahi. [Verse 2] F F C F Aise jeevan bhi hain, jo jiye hi nahi. F Gm Bb F Jinko jeene se pehle hi maut aagayi. F F C F Phool aise bhi hain, jo khile hi nahi. F Gm C F Jinko khilne se pehle fiza kha gayi. F Gm Eb Hai pareshaan nazar; thak gaye chaahakar. Eb F Bb F Koi samjha nahi; koi jaana nahi. [Outro] F Gm Eb Zindagi ka safar, hai yeh kaisa safar - Eb F Bb F Koi samjha nahi; koi jaana nahi.
Видео клип
Видео пока не добавлены
Основные табулатуры аккордов, бой